Ladka jo bin faltu ladkiyo ko attention dete h. Log jo andhe ladkiyo ke piche bhagte rehte hai. Ladki ko jeetna chahta h by showing them attention. Basically ye ek gaali h for simps. Aisa banda jo kahi be ghoos jaayega, parva nahi karta kya hoga kya nahi. Aisa banda jo apne dosto ko chhod ke ladki ke sath chala jaaye. Sirf ladki chaiye. #Ladki #DharLe #Simpking
#simpking #fictionalname
Amanda: *breathes*
Vein: wanna duo!?
Vein: aapka nam kya hai?
Vein: Kaha rehti ho?
Vein: khana khaya?